How to Get More Traffic in Website to Earn Money Online ?

Hello Yadi Aap Ak Blogger Ho Or apki Site Music, Videos, Games, Apps, Blog, Social Media or blogger Par Bani Hai Or Ap apni site se bahut kam paise kama rahe Hai Or Ap jyda Paisa Kamna Chahte Hai To Ye Blog Sirf Apke Liye Hai

Online Paise Kaise Kamye
Online Paise Kamne Ke Bahut Sare Tarike Hai Par Aaj Hum Bat krege ki apni khud ki music , videos, movies, games, social media or blogger ki site se paise kaise kama skte hai to dosto iske liye apko sbse pehle apni personal site bnani hogi yadi apke pass site hai to apko usme google adsense or other publisher advertiser ke ads lagne pade ge jab koi bhi apke google adsense ke lgye huye ads par click krega to apko paise mile ge maximum sabhi wap master or web master ko iska pta he hoga par aaj hum bat ye krege ki humari site google adsense par approval hai phir bhi hume bahut kam income milti hao to kisko or kaise badhye

Google adsense se milne wali income ko kaise badhye
Google Adsense Approval hone ke badh yadi apki site par traffic nahi aata hai to apko bahut kam income he milege ( yaha traffic se matlab hai logo se aane ka internet ki bhasaha mei isko traffic kehte hai ) Yadi Aap koi bhi publisher ads krte ho or apki site par log bahut kam aate hai to apki site se income bahut kam hogi isliye sbse pehle apki site par acha khasa traffic aana chaiye

Traffic kya hota Hai
Trqffic ka simple matlb ye hai ki ak din mei kitne log apki site par aate hai yadi kam log apki site par visit karte hai to uss se apko bahut kam paise milege apki site se jyda log aayege to apko achi khasi income milegi apki site se to ap smjh he gye hoge traffic kya hai ab hum bat krege hum apni site par traffic kaise la skte hai

Apni Site Par Traffic Kaise Laye

kisi bhi Site ke liye acha Traffic hona jruri hai taki ap acha khasa paise kama sko . Aap kuch steps follow krke traffic la skte hai :
1 . Google Search Console :- Aap Apni Site Ko Google Search Console mein add kar le or google console mein sitemap index karna na bhule yadi ap google search console mein apni site ko sumbit krte ho to uss se google apki site ka url or other links show krega hoogle search mei or koi bhi user uss link par click krega to wo user traffic ke rop mei aayega apki site ke liye
2 Bing Search Console Apko Apni site Ke url ko bing mein bhi index krna hai or google ki traha iska bhi sitemap index krna hai 30% log jo sirf bing search krte hai unko apki site mill jayegi jis se apki site ka traffic bdega
3 Blogger Aap Apni Site Ke traffic ke liye blogger ka use kar ke apni site ke bare mein likh skte hai jis se user ko apki site ke bare mei pata chalege ga or wo apki site par jayega
4 Long Text Apni Site par jyda se jyda word likhe jyda likhne se se google or bing dono isko ache se index krege or ap ke likhe huye post ko google search mein number 1 par la dega or apko acha traffic milega
5 Uniq Text Apni Site Par Uniq Content or text he likhe or yadi ap image use krna chahte ho to wo copyright na ho uniq text likhne se apki site ko google jldi show krwyega or user apki site par aa jayega
6. Good Content Site Par Good content likhe or koi bhi harmfull content na dale or na he koi bad image use kre jitna decent likhoge ya bologe utna acha rhega apko or apki site ke traffic ke liye
7. google news publisher Apni site ko google news publisher mei ja kar ke site url ko publish kr de phir yadi koi apke post blog ke realited search krega to apka blog usko google news mei dikhayi dega jis se apko acha khasa traffic milega .

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form