Website Traffic Kya Hota Hai ? Apni Site Mai Website Traffic Kaise Laye


Q.1 Website Traffic Kya Hota Hai


Answear: Jub Kisi Bhi Site Par Log Visit Karete Hai To Kitne Log Ak Din Mai Visit Kiye Site Ko Logo Ka Site Visit Karna He Traffic Kehlta Hai . Yadi Aapki Site Mai Ak Din Ke 10000 Log Visit Karte Hai Website Ke Page To 10000 Logo Ko Traffic Bola Jayega Site Ka


Q.2 Website Traffic Kyu Jaruri Hota Hai Kisi Bhi Website Ke Liye ?


Answear : User Ke Apki Site Par Aana He Trffic Kehlta Hai Chahe Wo Apki Main Site Ke Index Par Visit Kare Ya Kisi Other Site Page Mai Wo Traffic Kehlta Hai. Traffic Ka Aana Bahut Jaruri Hota Hai Har Kisi Ki Website Mai Yadi Apki Website Mai Har Din 20-30 Log Visit Karege To Apki Website Se Jra Bhi Kamye Nahi Hogi Apka Traffic Kam Hone Ke Wajha Se Ap Paise Ni Kama Skoge . Log Blog Or You Tube Channel Paise Kamine Ke Liye He Likhte Hai Jaise Mai Likh Raha Hu To Mai Bhi Paise Kamne Ke Liye Likh Raha Hu Ab To Ap Smjh He Gye Hoge Ki Traffic Kyu Jruri Hai Apki Site Ke Liye


Q.3 Traffic Kaha Se Laye Apni Site Mai ?


Answear : Traffic Lane Ke Liye Apko Bahut Mehnat Karni Pdegi Kuch Tips Or Tricks Se Ap Acha Khasa Traffic Apni Site Mai La Skte Hai


Q.4 Website Mai Traffic Lane Ke Tips Or Tricks


Answear : Apni Website Mai Traffic Lane Ke Liye Ap Kuch Simple Steps Follow Kar Skte Hai


1. Apni Website Ke Liye Top Leval Domain Use Kare Top Leval Domain Names Dot Org Dot Com Dot Net . Yadi Ap Dot Com Se Domain Register Karte Ho To dot Com Domain Top Leval Domain Mai Aata Hai iska Ye Fyda Hoga Ki Google Top Level Domain Ko Google Search Mai Sbse Pehle Show Karta Hai
2. Apni Site Ko Google Console , Bing , Yondex, Sbhi Jitne Bhi Search Engine Hai Usme Add Kare
3. Apni Site Mai Traffic Lane Ke Liye Social Media Facebook , Instagram, Twitter Etc Mai Website Ke Page Group Link Aadi Share Kare Isse Log Apke Link Par Click Kare To Apki Site Mai Traffic Aaye Ga
4. Website mai Traffic Lane Ke Liye Apne Blog Ko Kam Se Kam 1000-1200 Word Likhe
5. Apne Blog Mai Unique Word Jode kisi Ke Copy Paste Kar Ke Blog Na Likhe
6. Apni Site Mai Traffic Lane Ke Liye domain url Or parmalink Seo Friendly Rakhe
7. Ap Apni Site Mai Traffic Lane Ke Liye Traffic Buy Bhi Kar Sakte Ho
8. Apni Site Mai Traffic Lane Ke Liye Site Mai Baclinks Dale
9. Interanal Or Extarnal Links Add Kare Site Mai
10. Site Mai Sitemap, Robots Txt Jrur Jode

Thanks For Reading My Blog 💟💟💟

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form