cloudflare Se Free Mai Ssl Certificate Kaise Le

Hello Dosto Yadi Aapke Pass Bhi Site Hai Or Aap Bhi Ssl Certificate Free Mai Lena Chahte Hai To Ye Blog Apke Liye Khas Hai To Time Waste Na Karte Huye Mai Topic Par Aata Hu Sbse Pehle Hum Jo Bhi Kam Karte Hai Uske Bare Mai Thodi Bahut Information Honi Chaiye Chache Wo Kisi Bhi Field Mai Ho .
Q. 2 Ssl Certificate Kyu Use Kiya Jata Hai ?
Answear. Ssl Certificate isliye Use Kiya Jata Hai Taki Apki Website ka Data Safe Rkha Jaye Koi Bhi Isko Hack Na Kar Sake
Q. 3 Ssl Certificate Ka Kaise Pta Kare Ki Humari Site Par Activate Hai Ya Nahi ?
Answear :- Jub Aap apni Site Ko Open Karoge To Apko Browser link Par Ja kar Dekhna yadi https:// aata hai to apki site mai ssl certificate hai yadi http aata hai to apki site unsafe hai dusri or yadi apko tala lock kiya hua dikhta hai to apki site mai ssl activate hai yadi kuch or dikhta hai to apki site mai ssl certificate nahi hai or apki site unsafe hai
Safe Site Ssl Lock Image
To Aap Smjh Gye Hoge He Ki Ssl Certificate Kya Hai Or Kyu Jruri Hai Ab Rahi Bat Ki Free Mai Aap Ssl Certificate Kaise Le Skte Hai ?
1. Sabse Pehle Google Mai Jaye Waha cloudflare.com Search Kare
2.
Image Ko Dekhe Apko Esa Page Show Hoga https://www.cloudflare.com par click kare
3. cloudflare mai Apna Account Bnaye
4. Cloudflare Mai Apni Id Login Kare
5.
Add A site par click kare
6. Apni Website Ka Domain Name Likhe
Domain Name Likhne Ke Badh Add Site Par Click Kare
7. Select A Plane Aayega Last Mai Likha Hoga Get Start For 0 Dollar Par Click Kare

8. Continue Par Click Kare
Quick Scan Hoga Usko Hone de 2-3 Minuts Tak
dns mangement Aayega Usko Bina Change Kiye Continue Par Click Karna Hai

9. Ab Apko Apne Domain Mai Ja Kar Ke Server Change Krne Pdege Apko Cloudflare Ke Name Server Add Karne Pdege Apne Domain Mai

10. Jha Se Apne Domain Buy kiya ho waha Jaye
11. Domain Name Par Jaye
12. Domain Ke Dns Par Jaye
13. Domain Ke Dns Mai Cloudflare Ke Dns Add Kare
i. evan.ns.cloudflare.com
ii. nina.ns.cloudflare.com

14. Cloudflare mai ja kar ke done kar De
Quick Site Guide Par Jaye
15. Review Settings
16. Automatic HTTPS Rewrites: ON
Always use HTTPS: ON
Auto Minify: JS, CSS, HTML
Brotli: ON
In Sbko On Rkhe Jaise Photo mai Hai

Ye Sab Khatm Hone Ke Badh 10 Minuts Tak Wait Kare Ssl Activate Ho Jayega Apki Site Mai .

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form